Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Zameen Se Hame Aasman Par - Beitha Ke Gira To Naa doge

Zameen Se Hame Aasman Par - Beitha Ke Gira To Naa doge

Film: 
Year: 
1958
Music Director: 
Lyricist: 
Rajinder Krishnan

Lyric

aaa aaa
aaa aaa
zameen se hamein aasman par
bitha ke gira to na doge
agar ham ye poochhen ke dil mein
basaa ke bhula to na doge
zameen se hamein aasman par
bitha ke gira to na doge
agar ham ye poochhein ke dil mein
basaa kar bhula to na doge

ae raat is waqt aanchal mein tere
jitney bhi hain ye sitaare
ae raat is waqt aanchal mein tere
jitney bhi hain yeh sitaare
jo de de tu mujh ko tu phir main lutaa doon
kisi ki nazar pe ye saare
aaaaa
to ho ke yeh rangeen sapney
sajaa ke mitaa to na doge
agar ham ye poochhen ke dil mein
basaa ke bhula to na doge

tumhaare sahaare nikal to pade hain
hai manzil kahaan dil na jaane
tumhaare sahaare nikal to pade hain
hai manzil kahaan dil na jaane
jo tum saath doge to aayegi ik din
manzil gale se lagaane
aaa aaa
itna to dil ko yaqeen hai
hamen tum dagaa to na doge
agar ham ye poochhen ke dil mein
basaa ke bhula to na doge
zameen se hamen aasmaan par
bitha ke gira to na doge
agar ham ye poochhein ke dil mein
basaa kar bhula to na doge
ah ha ha ha ha haa haaa
la la lala la laa laaaaa
hmm hmm hmm hmm hmm hmm
aa ha aa ha haa aahaa haa