Zamane Ka Dastur Hai Ye Poorana
Zamane Ka Dastur Hai Ye Poorana
Singer:
Film:
Year:
1950
Music Director:
Lyricist:
Prem Dhawan
Lyric
Zamane ka dastur hai ye purana
Zamane ka dastur hai ye purana
Mita kar banana bana kar mitana
Mita kar banana bana kar mitana
Zamane ka dastur hai ye purana
Wafa kya yahi hai jafa karane wale
Wafa kya yahi hai jafa karane wale
Nigahe mila kar nigahe churana
Nigahe mila kar nigahe churana
Zamane ka dastur hai ye purana
Muhobbat ka anjam zahir tha hum par
Muhobbat ka anjam zahir tha hum par
Bahut hamne roka magar dil na mana
Bahut hamne roka magar dil na mana
Zamane ka dastur hai ye purana
Koi aasama se zara ye to puchhe
Koi aasama se zara ye to puchhe
Mila kya jala kar mera aashiyana
Mila kya jala kar mera aashiyana
Zamane ka dastur hai ye purana.