Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Unse Mili Nazar Ki Mere Hosh Udh Gaye

Unse Mili Nazar Ki Mere Hosh Udh Gaye

Year: 
1968
Music Director: 
Lyricist: 
Shailendra & Hasrat Jaipuri

Lyric

unase mili nazar ke mere hosh ud gaye
unase mili nazar ke mere hosh ud gaye
aisa hua asar,aisa hua asar
aisa hua asar ke mere hosh ud gaye
unase mili nazar ke mere hosh ud gaye

jab wo mile mujhe pahali baar
unase ho gai aankhe chaar
jab wo mile mujhe pahali baar
unase ho gai aankhe chaar
pas na baithe pal bhar wo
phir bhi ho gaya unase pyar
phir bhi ho gaya unase pyar
itani thi bas khabar,itani thi bas khabar
itani thi bas khabar ke mere hosh ud gaye
unase mili nazar ke mere hosh ud gaye

unaki taraf dil khichane laga
badh ke kadam phir rukane laga
unaki taraf dil khichane laga
badh ke kadam phir rukane laga
kanp gai mai jane kyu
apane aap dam ghutane laga
apane aap dam ghutane laga
chaye wo is kadar,chaye wo is kadar
chaye wo is kadar ke mere hosh ud gaye
unase mili nazar ke mere hosh ud gaye

ghar mere aya wo mehaman
dil me jagaye sau tufaan
ghar mere aya wo mehaman
dil me jagaye sau tufaan
dekh ke unaki surat ko
haay rah gai mai hairan
haay rah gai mai hairan

tadapu idhar udhar,tadapu idhar udhar
tadapu idhar udhar ke mere hosh ud gaye
unase mili nazar ke mere hosh ud gaye
aisa hua asar,aisa hua asar
aisa hua asar ke mere hosh ud gaye
unase mili nazar ke mere hosh ud gaye

lyrics type by : priya bhati