Teri Duniya Me Jeene Se - To Bahetar Hai Ke Mar Jaaye
Teri Duniya Me Jeene Se - To Bahetar Hai Ke Mar Jaaye
Singer:
Film:
Year:
1955
Music Director:
Lyricist:
Sahir Ludhianvi
Lyric
Hmm hmm hmm
hmm hmm hmm
Aah aah haah
Teri duniya mein jeene se
To behtar hai ki mar jaaye
Wohi aansoo wohi aahe
Wohi gam haim jidhar jaaye
Teri duniya mein jeene se
To behtar hai ki mar jaaye
Hoo hooo
Hoo hooo
[Koi to aisa ghar hota
Jahaan se pyaar mil jaata aa aaa aaa] 2
Wohi begaane chehre hai
Jahaan pahonche jidhar jaaye
Teri duniya mein jeene se
To Behtar hai ki mar jaaye
Ho ho ho hooo
Aa aa aaa aa
hmm hmm hmm
Arre o aasmaan waale bata
Ismein bura kya hai
Arre o aasmaan waale
Arre o aasmaan waale bata
Ismein bura kya hai
Khushi ke chaar jhoke agar
Idhar se bhi guzar jaaye
Teri duniya mein jeene se
To behtar hai ki mar jaaye