Suno ji dulhan ek baat suno ji - apne naye parivar
Suno ji dulhan ek baat suno ji - apne naye parivar
Singer:
Film:
Year:
1999
Music Director:
Lyricist:
Ravinder Rawal
Lyric
sunoji dulhan ek bat sunoji apne naye parivar se miloji tumhe milaye sabse aaj suno sunaye sabke raj haay tumhe milaye sabse aaj suno sunaye sabke raj pehle dulhan tum inse miloji ghar ke mukhiya tumhare sasurji jinke sar pe sukho kaa taj dekho jara inka andaj han jinke sar pe sukho kaa taj dekho jara inka andaj rampur kaa vasi hu mai ramkishan hai naam sidhi sadhi boli meri sidha sadha kaam ho jo bhi chaha maine ho rab se wo paya maine rampur kaa vasi hu mai ramkishan hai naam desh bidesh ghumkar aaya mai bhayi ho mehak gaon ki mitti ki naa bisrayi wahi gud chana dudh nashte me bhaye ho chhuri aur kante se khana naa aaye itne par bhai ho itne par bhi hai nayi techniko ko pyar se sikha maine rampur kaa vasi hu mai ramkishan hai naam sidhi sadhi boli meri sidha sadha kaam aao dulhan abb inse miloji ye hain tumhari sasu maji ghar me chalta inka raj inka khas hai ek andaj han ghar me chalta inka raj inka khas hai ek andaj meraa nam mu mu mu mu mu mu aha mu mu mu tin titliya meri yar mujhe partiyo se hai pyar wah wah wah wah wah wah wah wah shopping ho ya sabji mandi mol bhav ki pakki hu ek rupaiya kimat ho toh ek rupaiya hi mai du lamba meraa fasana hai par beauty parlour jana hai lamba meraa fasana hai par beauty parlour jana hai meraa nam mu mu mu mu mu mu aha mu mu mu pyara mujhe saj singar umra ko goli maro yar wah wah wah wah wah wah wah wah chalo dulhan ab aage badho ji apne nanad nandoyi se miloji biwi ko ye naa kare naraj aashikana hai andaj han biwi ko ye naa karen naraj aashikana hai andaj radhika ke daddy jara aana darling hukum farmana kaisi hai ye sari batana darling fida hai ye divana meraa sar hai dukhta chalo mai daba du hai khana pakana kaho mai paka du kahi ghum aaye jahan bhi kaho tum dinner lenge bahar fikar naa karo tum bad me ice cream bhi khilana darling jo chaho so mangana mitha pan kachcha khilana darling jara sa muskurana jara meraa purse to uthana darling tumhara hai jamana darling tumhara hai jamana sunoji dulhan ab sambhal jaoji chhote natkhat devar se miloji bada rangila inka mijaj shaitani inka andaj hai, bada rangila inka mijaj shaitani inka andaj papa kehte hain bada naam karega beta hamara aisa kam karega sach sare sapne papa ke apne karne chala mai naujawa bholi surat dil ke khote baten badi hain kam hain chhote kam hain chhote aath baje tak jo sote bade kahan log aise hote jinki najar me ho koyi sapna raha naa unko hosh apna hosh apna chit bhi hai inki pat bhi hai inki bin pendi ke ye lote baten badi hain kam hain chhote kam hain chhote bholi surat dil ke khote husn ke nakhre mote mote mote mote sunoji dulhan abb gaur karoji apne bade devar se miloji ma ke dil ke ye sartaj sharmila jinka andaj han ma ke dil ke ye sartaj sharmila jinka andaj ankhiya milaye nahi hai batiyaen nahi banke rahe sadhu ankhiya milaye nahi hai batiyaen nahi banke rahe sadhu kisi chehre ke kitab kaa roj rivision hai chalu priti ke bas me hain prem babu chhupe rustam hain ye prem babu aise kya bane padhaiya padh ke dekho ji saiyan prem ke dhai akshar ho jab tak tum rahe bidesi meri halat thi aisi jal bin jaise machhaliya ho meraa piya ghar aaya ho ramji meraa piya ghar aaya ho ramji puri ho naa ho padhayi o papaji kar do inki bhi sagayi o mummyji pyari dulhan abb dil thamoji kyon ke hai bari saiyaji ki itna sa hai inka raj sab se alag inka andaj han itna sa hai inka raj sab se alag inka andaj khuli kitab ke jaisi hai shaksiyat inki kaun hai ghar me aisa jisko inpe naj nahi suno dulhan bataye raj tumko ham inka ye aaina hain jiske dil me koyi raj nahi chanda mama se bhi pyare hain ye hamare mama chanda mama se bhi pyare hain ye hamare mama mami ji ke aa jane se hamko bhul naa jana pyare pyare mamaji jahan se nyare mamaji pyare pyare mamaji jahan se nyare mamaji