Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Sachcha Hai Gar Pyar Mera Sanam - Hoge Jahan Tum wahan honge hum

Sachcha Hai Gar Pyar Mera Sanam - Hoge Jahan Tum wahan honge hum

Year: 
1968
Music Director: 
Lyricist: 
Shailendra & Hasrat Jaipuri

Lyric

sachcha hai gar pyaar mera sanam
hoge jahaan tum wahaan honge ham
yeh dhadkanen bhi agar jaayen thham
jab bhi pukaaro sadaa denge ham

yeh ajab sa raaz hai
yeh ajeeb baat hai
yeh ajab sa raaz hai
yeh ajeeb baat hai
apna pyaar tab se hai
jab se kaaynaat hai
priyaa
priyaa
mar ke bhi yeh pyaar
hogaa na kam
hoge jahaan tum wahaan honge ham
hoy oye
sachcha hai gar pyaar mera sanam
hoge jahaan tum wahaan honge ham

jhoomne lagi fizaa
geet gaa utthhaa gagan
jhoomne lagi fizaa
geet gaa utthhaa gagan
aur hawaaon ne kahaa
phir kahin pe hai milan
priyaa
eh
priyaa
milenge do dil kahin
yeh qasam
hoge jahaan tum wahaan honge ham
sachcha hai gar pyaar mera sanam
hoge jahaan tum wahaan honge ham

kyun na saat aasmaan
aayen apni raah mein
kyun na saat aasmaan
aayen apni raah mein
saaya ban ke saathh hoon
main tumhaari chaah mein
mar ke rukenge na ab yeh qadam
hoge jahaan tum wahaan honge ham
sachcha hai gar pyaar mera sanam
hoge jahaan tum wahaan honge ham