Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Sab Se Bada Naadan Wohi Hai Jo Samjhe Naadan Mujhe

Sab Se Bada Naadan Wohi Hai Jo Samjhe Naadan Mujhe

Film: 
Year: 
1970
Music Director: 
Lyricist: 
Verma Malik

Lyric

Sabse Bada Naadaan Wohi
Hai Jo Samjhe Naadaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi
Hai Jo Samjhe Naadaan Mujhe
Kaun Kaun Kitne Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi
Hai Jo Samjhe Naadaan Mujhe
Kaun Kaun Kitne Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi Hai

Daulat Hai Tere Kadmon Mein
Kismat Hain Tere Hathon Mein
Khushiyan Hai Teri Palkon Mein
Masti Hain Teri Aankhon Mein
Sab Kuchh Tujhko Malik Ne Diya
Mein Tujhko Kya De Sakta Hoooon
Ek Roop Ko Bhent Ki Rishwat Se
Na Lagta Hai Apmaan Mujhe
Kaun Kaun Kitni Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi Hai

Koi Shaan Ki Khatir Paise Ko
Pani Ki Tarah Bahaata Hai
Kahin Bin Kimat Malik Ka Diya
Pani Paise Se Bikta Hai
Is Sabha Ke Sunder Cehron Se
Raunak To Badhti Hai Lekin
Raunak Wale Chehron Ke
Pichhe Mile Hain Dil Sunsaan Mujhe
Kaun Kaun Kitni Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi Hai

Dharam Karam Sabhita Mariyada
Nazar Na Aai Mujhe Kahin
Geeta Gyaan Ki Baatein
Dekho Aaj Kisi Ko Yaad Nahin
Maaf Mujhe Kar Dena Bhaiyon
Jhuthh Nahi Main Bolungaa
Wohi Kahoonga Aap Se Jo
Geeta Se Mila Hai Gyaan Mujhe
Kaun Kaun Kitni Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe

Sabse Bada Naadaan Wohi
Hai Jo Samjhe Naadaan Mujhe
Kaun Kaun Kitne Pani Mein
Sabki Hai Pehchaan Mujhe
Sabse Bada Naadaan Wohi Hai