Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Is Rang Badalti Duniya Mein Insaan Ki Niyat Theek Nahin

Is Rang Badalti Duniya Mein Insaan Ki Niyat Theek Nahin

Film: 
Year: 
1964
Music Director: 
Lyricist: 
Shailendra & Hasrat Jaipuri

Lyric

Iss rang badalti duniya me
insaan ki neeyat theek nahin
nikla na karo tum sajdhaj kar
imaan ki neeyat theek nahin
Iss rang badalti duniya me
insaan ki neeyat theek nahin
nikla na karo tum sajdhaj kar
imaan ki neeyat theek nahin
Iss rang badalti duniya me

ye di hai bada hi deewana
cheda na karo iss paagal ko
ye di hai bada hi deewana
cheda na karo iss paagal ko
tumse na shararat kar baithe
nadan ki neeyat theek nahin
Iss rang badalti duniya me
insaan ki neeyat theek nahin
nikla na karo tum sajdhaj kar
imaan ki neeyat theek nahin
Iss rang badalti duniya me

Kandhe se hataalo sar apna
ye pyaar mohabbat rahne do
Kandhe se hataalo sar apna
ye pyaar mohabbat rahne do
kashti ko sambhalo maujon se
toofaan ki neeyat theek nahin
Iss rang badalti duniya me
insaan ki neeyat theek nahin
nikla na karo tum sajdhaj kar
imaan ki neeyat theek nahin
Iss rang badalti duniya me

main kaise Khuda haafiz kah doon
mujhko to kisi ka yakeen nahin
main kaise Khuda haafiz kah doon
mujhko to kisi ka yakeen nahin
chup jaao hamari ankhon me
Bhagwan ki neeyat theek nahin
Iss rang badalti duniya me
insaan ki neeyat theek nahin
nikla na karo tum sajdhaj kar
imaan ki neeyat theek nahin
Iss rang badalti duniya me