Raakhi dhagon ka tyauhar ( 2 ) bandha hua hai ik ik
Raakhi dhagon ka tyauhar ( 2 ) bandha hua hai ik ik
Singer:
Film:
Year:
1962
Music Director:
Lyricist:
Rajinder Krishnan
Lyric
bandha huwa ik ik dhage mein bhayee bahan kaa pyar rakhee dhago kaa tyauhar rakhee dhago kaa tyauhar bandha huwa ik ik dhage mein bhayee bahan kaa pyar rakhee dhago kaa tyauhar kitna komal kitna sundar bhai behan kaa nata iss nate ko yad dilane yeh tyauhar hain aata behan ke mann kee aashaye rakhee ke yeh tar rakhee dhago kaa tyauhar behan kahe mere veer tujhe naa buri najariya lage mere raja bhaiyya tujhko meree umariya lage dhan hun paraya phir bhee milungi sal me toh ik bar rakhee dhago kaa tyauhar bhai kahe o behan main teree laj kaa hun rakhwala gundunga main pyar se tere armaano kee mala bhai bahan kaa pyar rahega jab tak hain sansar rakhee dhago kaa tyauhar