Payara Ek Bangla Ho, Bangle Me Gaadi Ho
Payara Ek Bangla Ho, Bangle Me Gaadi Ho
Singer:
Film:
Year:
1977
Music Director:
Lyricist:
Shaily Shailendra
Lyric
pyara ek banagla ho bangle me gadi ho gadi me mere sang balama anari ho pyara ek banagla ho bangle me gadi ho gadi me mere sang balama anari ho duniya fir hum se jalegi jhuk ke humako salaam karegi pyara ek banagla ho bangle me gadi ho gadi me mere sang balama anari ho sare jaha ki khushiya saiya pe vaar dungi jo de sake na koi itna pyar dungi naukara ke hote khana khud banau chay bhi apne hatho se pilau pyara ek banagla ho bangle me gadi ho gadi me mere sang balama anari ho garmi ke din jo ho to kasmir chale jaye o o garmi ke din jo ho to kasmir chale jaye rangeen vadiyo me ja ke kho jaye jarno ki tarah hum jhume nache gaye aur phulo ke sang hum bhi muskuraye pyara ek banagla ho bangle me gadi ho gadi me mere sang balama anari ho barish ka ho jo mausam chata laal le lun chhta jo bhi uddh jaye pani me khelun bijali jo chamke mai darr jaau saiyaa ji ki baho me mai chhup jaau pyara ek banagla ho bangle me gadi ho gadi me mere sang balama anari ho duniya fir hum se jalegi jhuk ke humako salaam karegi pyara ek banagla ho bangle me gadi ho gadi me mere sang balama anari ho