Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

O Mitwa O Mitwa Ye Duniya Kya Hai - Mai Chhod Dun

O Mitwa O Mitwa Ye Duniya Kya Hai - Mai Chhod Dun

Year: 
1971
Music Director: 
Lyricist: 
Majrooh Sultanpuri

Lyric

oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye
oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye

dekh bahe psar ban banke pyar, hansti hai ma milte hai nain
chhede bhi ja tu saz ko thodi, abhi baki hai rain
chhede bhi ja tu saz ko thodi, abhi baki hai rain
sar pe khada pal judayi ka
oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye

sun jake teri duniya se mai aaungi
phir oo sathiya, payal pehan teri hi dhun gaungi
phir oo sathiya, payal pehan teri hi dhun gaungi
phir oo sathiya, arey bin tere rahungi kya
oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye
oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye
oo mitwa oo mitwa

jhumke gaye dil zindagi humse hilmil
saz pe dhadkan ke gati hai gati hai
jhumke gaye dil zindagi humse hilmil
saz pe dhadkan ke gati hai gati hai
chahne walo me dil ke matwalo me
mot jivan banke aati hai aati hai
jhumke gaye dil zindagi humse hilmil
oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye
oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye

dekh bahe psar ban banke pyar, hansti hai ma milte hai nain
chhede bhi ja tu saz ko thodi, abhi baki hai rain
chhede bhi ja tu saz ko thodi, abhi baki hai rain
sar pe khada pal judayi ka
oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye

sun jake teri duniya se mai aaungi
phir oo sathiya, payal pehan teri hi dhun gaungi
phir oo sathiya, payal pehan teri hi dhun gaungi
phir oo sathiya, arey bin tere rahungi kya
oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye
oo mitwa oo mitwa ye duniya to kya hai
mai chhod du ye jivan bhi tere liye
oo mitwa oo mitwa

jhumke gaye dil zindagi humse hilmil
saz pe dhadkan ke gati hai gati hai
jhumke gaye dil zindagi humse hilmil
saz pe dhadkan ke gati hai gati hai
chahne walo me dil ke matwalo me
mot jivan banke aati hai aati hai
jhumke gaye dil zindagi humse hilmil
saz pe dhadkan ke gati hai

pyar apni manjil pyar hi apni mehfil
pyar hamara sathi hai dol na hans hans kar
arey dol na hans hans kar
aur lagne bhi de thokar
arey lagne bhi de thokar
dol na hans hans kar lagne bhi de thokar
pyar ka sahara kafi hai
jhumke gaye dil zindagi humse hilmil
saz pe dhadkan ke gati hai

oo dekh bahe teri bijli si ek meri
aankho me lahrayi jati hai jati hai
tut jaye sathi zanzire duniya ki
ek aur angadayi baki hai baki hai
jhumke gaye dil zindagi humse hilmil
saz pe dhadkan ke gati hai
jhumke gaye dil zindagi humse hilmil
saz pe dhadkan ke gati hai
saz pe dhadkan ke gati hai, saz pe dhadkan ke gati hai