Mohabbat Badha Kar Juda Ho Gaye , Na Shocha Na samjha khafa ho gaye
Mohabbat Badha Kar Juda Ho Gaye , Na Shocha Na samjha khafa ho gaye
Singer:
Film:
Year:
1950
Music Director:
Lyricist:
Shakeel Badayuni
Lyric
muhabbat badhaa kar judaa ho gaye
na socha na samjha khafa ho gaye
muhabbat badhaa kar judaa ho gaye
na socha na samjha khafa ho gaye
wafaon ka badla sitam se diya
sitam se diya
wafaon ka badla sitam se diya
sitam se diya
ghadi bhar mein tum kya se kya ho gaye
ghadi bhar mein tum kya se kya ho gaye
muhabbat badha kar juda ho gaye
na socha na samjha khafa ho gaye
zamane mein kisko ham apna kahe
ham apnaa kahe
zamane mein kisko ham apna kahe
ham apnaa kahen
are jab tumhi bewafa ho gaye
are jab tumhi bewafa ho gaye
muhabbat badha kar juda ho gaye
na socha na samjha khafa ho gaye