Meri Zindagi Mujh Pe Roye Roye ( 2 ) Mai Kisi Ke Kaam Na aa shaka
Meri Zindagi Mujh Pe Roye Roye ( 2 ) Mai Kisi Ke Kaam Na aa shaka
Lyric
meri zindagi mujhpe roye roye
meri zindagi mujhpe roye roye
meri zindagi mujhpe roye roye
mai kam kisi ke na aa saka
mai kam kisi ke na aa saka
mai pyar kisi ka na pa saka
koi aise umar na khoye
meri zindagi mujhpe roye roye
jo karz liya hai sanso ka
wo karz chuka na paya
jo karz liya hai sanso ka
wo karz chuka na paya
baki raha har karz mera
koi farz nibha na paya
ab waqt kaha kuch kar saku
ab waqt kaha kuch kar saku
koi zakham kisi ka bhar saku
ab pachhtaye kya hoye
meri zindagi mujhpe roye roye
kuch bhi na kamaya jivan me
maine sab kuch hi gavaya
kuch bhi na kamaya jivan me
maine sab kuch hi gavaya
jisn edikhlai duniya mujhe
us ma ka dil bhi dikhaya
jispe ho gunaho ke saye
jispe ho gunaho ke saye
wo chain kaha se paye
dariya bhi ye dag na dhoye
meri zindagi mujhpe roye roye
mai kam kisi ke na aa saka
mai pyar kisi ka na pa saka
koi aise umar na khoye
meri zindagi mujhpe roye roye
roye