Meri duniya loot rahi thi aur mai khamosh tha
Meri duniya loot rahi thi aur mai khamosh tha
Lyric
meri dunia
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
tukde tukde dil ke chunta
tukde tukde ha ji
tukde tukde dil ke chunta
kisko itna hosh tha
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
aankh me aasu na the
aur jal raha tha dil jigar
ro rahi thi hasrate
chup chap tha mai bekhabar
are kaise aata haye
kaise aata hosh me jo
pahle hi behosh tha
kaise aata hosh me jo
pahle hi behosh tha
tukde tukde dil ke chunta
tukde tukde ha ji
tukde tukde dil ke chunta
kisko itna hosh tha
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
ye hakikat hai ise
samjhe na afsana koi
ye hakikat hai ise
samjhe na afsana koi
jab luta kuche me koi
jaake diwana koi
are ye jami
ye jami chupchap thi
aur aasma khamosh tha
ye jami chupchap thi
aur aasma khamosh tha
tukde tukde dil ke chunta
tukde tukde ha ji
tukde tukde dil ke chunta
kisko itna hosh tha
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
karwa
karwa dil ka luta hu
manjil ke karib
maine khud kashti dubo di
jake sahil ke karib
kya mai karta
kya mai karta
mai sharabe ishk se madhosh tha
kya mai karta
mai sharabe ishk se madhosh tha
tukde tukde dil ke chunta
tukde tukde ha ji
tukde tukde dil ke chunta
kisko itna hosh tha
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha
meri dunia lut rahi thi
aur mai khamosh tha