Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori, Ghunghat Me Sharmaye Gori

Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori, Ghunghat Me Sharmaye Gori

Year: 
1956
Music Director: 
Lyricist: 
Shailendra & Hasrat Jaipuri

Lyric

manbhawan ke ghar jaye gori
ghoonghat me sharmaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana hame na bhulana
hame na bhulana hame na bhulana

manbhawan ke ghar jaye gori
ghoonghat me sharmaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana hame na bhulana
hame na bhulana hame na bhulana

bachpan ke din khel ganwaye
ayi jawani to balam aaye
bachpan ke din khel ganwaye
aayi jawani to balam aaye
aayi jawani to balam aaye
tere aangan baje badhayi gori
kyun naina chhalkaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana hame na bhulana
hame na bhulana hame na bhulana

is duniya ki reet yehi hai
reet yehi hai
hath jo thame meet wohi hai
meet wohi hai
hath jo thame meet wohi hai
ab hum to huye paraye gori
dil tere sang jaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana hame na bhulana
hame na bhulana hame na bhulana

masti bhare sawan ke jhoole
tujh ko kasam hai jo tu bhoole
masti bhare sawan ke jhoole
tujh ko kasam hai jo tu bhoole
tujh ko kasam hai jo tu bhoole
ab ke jab wapas aaye gori
god bhari le aaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana hame na bhulana
hame na bhulana hame na bhulana

manbhawan ke ghar jaye gori
ghoonghat me sharmaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana hame na bhulana
hame na bhulana hame na bhulana