Mai To Har Mod Par Tujh Ko Doonga Sada
Mai To Har Mod Par Tujh Ko Doonga Sada
Lyric
mai to har mod par tujhko dunga sada
meri aawaz ko dard ke saz ko tu sune na sune
mai to har mod par tujhko dunga sada
mai to har mod par tujhko dunga sada
mujhe dekh kar kaha rahe hai sabhi
mohabbat ka hasil hai diwangi
mujhe dekh kar kaha rahe hai sabhi
mohabbat ka hasil hai diwangi
pyar ki rah me phul bhi the magar
maine kate hi chune
mai to har mod par tujhko dunga sada
meri aawaz ko dard ke saz ko tu sune na sune
mai to har mod par tujhko dunga sada
jaha dil ruka tha wahi sar jhuka
mujhe koi sajdo se rokgega kya
jaha dil ruka tha wahi sar jhuka
mujhe koi sajdo se rokgega kya
kash tute na wo aarzu me meri
khwab jo bune
mai to har mod par tujhko dunga sada
meri aawaz ko dard ke saz ko tu sune na sune
mai to har mod par tujhko dunga sada
mai to har mod par tujhko dunga sada
meri aawaz ko dard ke saz ko tu sune na sune
mai to har mod par tujhko dunga sada
mai to har mod par tujhko dunga sada
meri aawaz ko dard ke saz ko tu sune na sune
mai to har mod par tujhko dunga sada
meri jindagi me wohi gam raha
tera sath bhi to bahut kam raha
meri jindagi me wohi gam raha
tera sath bhi to bahut kam raha
dil ne saz di mere teri chahat me the
khwab kya kya bune
mai to har mod par tujhko dunga sada
meri aawaz ko dard ke saj ko tu sune na sune
mai to har mod par tujhko dunga sada
tere gesuo ka wo saya kaha
wo baho ka teri sahara kaha
tere gesuo ka wo saya kaha
wo baho ka teri sahara kaha
ab wo aachal kaha meri
palko se jo bhi the moti chune
mai to har mod par tujhko dunga sada
meri aawaz ko dard ke saj ko tu sune na sune
mai to
mai to har mod par tujhko dunga sada