Koi Haseena Jab Rooth Jaati Hai To To To Aur Bhi Haseen ho jaati hai
Koi Haseena Jab Rooth Jaati Hai To To To Aur Bhi Haseen ho jaati hai
Singer:
Film:
Year:
1975
Music Director:
Lyricist:
Anand Baxi
Lyric
koi haseena jab rooth jaati hai to to to aur bhi haseen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to to to aur bhi haseen ho jaati hai tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do tin ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to to to aur bhi haseen ho jaati hai hathon me chaabukh, honthon pe gaaliyan hathon me chaabukh, honthon pe gaaliyan badi nakhre waaliyaan hoti hai, tange waliyan koi taange waali jab rooth jaati hai to hai to, hai to aur namkeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to to to aur bhi haseen ho jaati hai zulfon me chaiyya, mukhde pe dhoop hai zulfon me chaiyya, mukhde pe dhoop hai bada mazadar goriye yeh tera rang roop hai dor se patang jab toot jaati hai to, hai to, hai to rukh rangeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to to to aur bhi haseen ho jaati hai tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do tin ho jaati hai to ek do tin ho jaati hai