Kahan se aaye badra ho - ( 2 ) ghulta jaaye kajra
Kahan se aaye badra ho - ( 2 ) ghulta jaaye kajra
Singer:
Film:
Year:
1981
Music Director:
Lyricist:
Indu Jain
Lyric
kaha se aaye badara ho kaha se aaye badara ho ghulta jaye kajara kaha se aaye badara ho ghulta jaye kajara kaha se aaye badara ho palko ke satarange dipak, palko ke satarange dipak ban baithe aansu ki jhalar, ban baithe aansu ki jhalar moti ka anamolak hira mitti me ja phisala kaha se aaye badara ho ghulta jaye kajara kaha se aaye badara ho nind piya ke sang sidhari, nind piya ke sang sidhari sapno ki sukhi phulvaari, sapno ki sukhi phulvaari amrit hotho tak aate hi jaise vish me badala kaha se aaye badara ho ghulta jaye kajara kaha se aaye badara ho utare megh piya par chhaye aa.., utare megh piya par chhaye nirday jhonke agan badhaye, nirday jhonke agan badhaye barase hai ab tose saavan roye, mann hai pagala kaha se aaye badara badara ho ho aa.. aa.. aa.. aa.. aa.. aa.. aa..Raj Kamal