Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Jeena Kya Ajee Pyar Bina Jeevan Ke Yehi chaar Dina

Year: 
1979
Music Director: 
Lyricist: 
Majrooh Sultanpuri

Lyric

jina kya aji pyar bina, jiwan ke yahi char dina

dhan daulat bina chale magar, jindagi na chale yar bina
mili dunia to maja, hai ke mile dil bhi
bindiya bhi chamke, or baje payal bhi

sapne pure hue aaj, din firte nahi deri
sun o mere hasi aaj ek tuhi nahi, sari dunia hai meri
sapne pure hue aaj din firte nahi deri
sun o mere hasi aaj, ek tuhi nahi, sari dunia hai meri
mili dunia to maja, hai ke mile dil bhi
bindiya bhi chamke, or baje payal bhi
mili dunia to maja, hai ke mile dil bhi
bindiya bhi chamke, or baje payal bhi
jina kya aji pyar bina, jiwan ke yahi char dina
dhan daulat bina chale magar, jindagi na chale yar bina

sone chandi ka wo dil kya, jo na dil ke kam aaya
yaha to teri kasam pyar walo me sanam, apna pahla nam aaye
o sone chandi ka wo dil kya, jo na dil ke kam aaya