Jab Tum Hi Nahin Apne – Duniya Hi Begani Hai

Singer:
Film:
Year:
1947
Music Director:
Lyricist:
D.N.Madhok
Lyric
jab tum hi nahi apne, duniya hi begaani hai

ulfat jise kahte hai, ik jhuthi kahaani hai

jaate hue kyo tumko, is dil ka khayaal aata

tadpa ke chale jaana ik rit puraani hai
tadpa ke chale jaana ik rit puraani hai
jab tum hi nahi apne, duniya hi begaani hai
parvaane ke jalne pe, hansana na tamaashaai

hansti hui shama bhi, ik raat ki raani hai