Isi Shehar Me Kisi Gali Mein ( 2 ) Piya Ka Ghar Hai
Isi Shehar Me Kisi Gali Mein ( 2 ) Piya Ka Ghar Hai
Lyric
Isi shehar ki
kisi gali mein
isi shehar ki
kisi gali mein
piyaaa ka ghar hai
mujhe yakeen hai
mujhe pata hai
mujhe khabar hai
o mera deewaana
mera parwaana
mera mastaana
hai
kahin na kahin
magar
hai nahin
magar yeh nahin
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh naheeen
milaakar nigaahen
bhare sard aahen
kahe ae haseena:
“haay! mushkil hai jeena!”
kahe ae haseena
huaa ek maheena
nahin neend aayi
haay teri duhaai
main tera hoon saudaai
wo kaisa ho?
wo kaisa ho?
ham jaisa ho
khoobsoorat haseen
magar yeh nahin
magar yeh nahin
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh naheeen
aji chaand jaise sitaaron mein
woh ho ek laakhon hazaaron mein
samajh lo nazar ka ishaara yeh
nigaahon mein ubhra nazaara yeh
(recitative)
yeh naatak hai kaisa?
karo farz aisa
kahin main akeli chaleee jaa rahi hoon
andheri hai raatein
main ghabra rahi hoon
achaanak abhi maine dekha
koi chor daaku lutera
mere raste mein khada hai
khatarnaak manzar bada hai
(recitative ends)
bhagaakar yoon ghoda
mera hero dauda
chale khoob ghoonse
chale khoob ghoonse
lutere ke munh se
laga khoon behne
to socha yeh maine
bhai waah waah wwah
kya kehne
o mera diljaani
main deewaani
jiski raani
hai
yahin hai yahin
magar yeh nahin
magar yeh nahin
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh naheeen
isi shehar ki
kisi gali mein
piya ka ghar hai
mujhe yakeen hai
mujhe pata hai
mujhe khabar hai
o mera deewaana
mera parwaana
mera mastaana
hai kahin na kahin
la la la
la la la
la la laa
(to the tune of
magar yeh nahin
magar yeh nahin
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh nahin,
yeh nahin)