Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Inteha Ho Gayi Intezaar Ki - Aayi Naa Kuchh Khabar Mere Yaar ki

Inteha Ho Gayi Intezaar Ki - Aayi Naa Kuchh Khabar Mere Yaar ki

Film: 
Year: 
1984
Music Director: 
Lyricist: 
Sameer(Anjaan)

Lyric

intaha ho gayi intazaar ki, aayi na kuchh khabar mere yaar ki
ye hame hai yaqi bewafa vo nahi, phir vajah kya hui intazaar ki
intaha ho gayi intazaar ki, aayi na kuchh khabar mere yaar ki
ye hame hai yaqi bewafa vo nahi, phir vajah kya hui intazaar ki

baat jo hai usme baat vo yaha kahi nahi kisi me
vo hai meri, bas hai meri, shor hai yahi gali gali me
saath saath vo hai mere gam me, mere dil ki har khushi me
zindagi me vo nahi to kuchh nahi hai meri zindagi me
bujh na jaaye ye shama, aitabaar ki
intaha ho gayi intazaar ki, aayi na kuchh khabar mere yaar ki
ye hame hai yaqi bewafa vo nahi, phir vajah kya hui intazaar ki

o mere sajna, lo mai aa gayi
are, logo ne diye honge bade bade nazarane
layi hu mai tere liye dil mera
dil yahi maange dua ham kabhi ho na juda
dil mera tera hai ye dil mera
ye meri zindagi hai teri, ye meri zindagi hai teri
tu mera sapna, mai tujhe pa gayi
o mere sajna, lo mai aa gayi

gamo ke adhere dhale, bujhate sitaare jale
dekha tujhe to dilo me jaan aayi
hontho pe taraane jage, aramaan divaane jage
baaho me aake tu aise sharmayi
chha gai phir vohi bekhudi, chha gai phir vohi bekhudi

vo ghadi kho gayi intazaar ki
aa gayi rut hasi, rasm-e-yar ki
ye nasha ye khushi, ab na kam ho kabhi
umr bhar na dhale, raat pyar ki
raat pyar ki ha raat pyar ki