Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Hum se ka bhul huyi jo ye saja humka mili

Hum se ka bhul huyi jo ye saja humka mili

Singer: 
Year: 
1979
Music Director: 
Lyricist: 
Majrooh Sultanpuri
Anand Baxi

Lyric

Hum se ka bhul huyi jo ye saja humka mili
Hum se ka bhul huyi jo ye saja humka mili

Ab charo hi taraf band hai duniya ki gali
Hum se ka bhul huyi jo ye saja humka mili

Dil kisi ka na dhuke humne bas itna chaha
Paap se dhur rahe juth se abchna chaha
Paap se dhur rahe juth se abchna chaha
Uska badla na mila ulti churi hum pe chali

Ab charo hi taraf band hai duniya ki ghali
Hum se ka bhul huyi jo  ye saja humka mili

Hum pe ilajaam ye hai
Chor ko kyu chor kaha
Kayu sahi baat kahi kahe na kuch aur kaha
Kayu sahi baat kahi kahe na kuch aur kaha
Ye hai insaf tera wah data ki gali

Ab charo taraf band hai duniya ki gali
Hum se ka bhul huyi jo  ye saja humka mili

Ab to iman dharm ki koi kimmat hi nahi
Jaise sach bolne walo ki jarurat hi nahi
Jaise sach bolne walo ki jarurat hi nahi
Aisi duniya se duniya teri veeran bhali

Ab charo hi taraf band hai duniya ki gali
Hum se ka bhul huyi jo ye saja humka mili
Hum se ka bhul huyi jo ye saja humka mili

Tokhre hum ko kabul rah kisi ko mil jaye
Hum huye jakmi to kya
Duje ka gushaan khil jaye
Hum huye jakmi to kya
Duje ka gushaan khil jaye

Daag sab hum ko mile yaar ko sab phul mile
Daag sab hum ko mile yaar ko sab phul kali

Jindgani ki sama bhuj ke agar rah jaye
Ye samj lenge ki hum aaj kisi kaam aaye
Ye samj lenge ki hum aaj kisi kaam aaye

Jyot apni bhuji yaar ke jivan me jhale
Jyot apni bhuji yaar ke jivan me jhale.