Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Ham Jab Hoge Saath Saal Ke, Aur Tum Hogi Pachpan Ki

Year: 
1971
Music Director: 
Lyricist: 
Hasrat Jaipuri

Lyric

ham jab hoge saath saal ke, aur tum hogi pachpan ki
bolo prit nibhaaogi na, tab bhi apne bachpan ki
kya kya kya kya

tum jab hoge saath saal ke, aur mai hungi pachpan ki
prit ki jyot jalaaugi mai, tab bhi apne bachpan ki

ha, baaho ka sahaara ho jab, lakadi kyun ham tekenge
aankh bhale dhundhali ho jaaye, dil ki nazar se dekhenge
baaho ka sahaara ho jab, lakadi kyun ham tekenge
aankh bhale dhundhali ho jaaye, dil ki nazar se dekhenge
aankho me tum yuhi dekhana
aankho me tum yuhi dekhana, kya hai zarurat darapan ki
bolo prit nibhaaogi na, tab bhi apne bachpan ki
tum jab hoge saath saal ke, aur mai hungi pachpan ki
prit ki jyot jalaaugi mai, tab bhi apne bachpan ki

rup ki ye mastaani dhun, ek din to dhal jaayegi
aur qismat bhi chehare pe, samay ka rang mal jaayegi

tum tab kahi badal na jaana
tum tab kahi badal na jaana, qasam tumhe is dhadakan ki
bolo prit nibhaaoge na, tab bhi apane bachpan ki

ha, thandi me tum sweater buona, ham lakadi chun laayege
bachcho ke sang bachche ban kar, ham dono tutalaayege
thandi me tum sweater buona, ham lakadi chun laayege
bachcho ke sang bachche ban kar, ham dono tutalaayege
milajul kar ham saath rahenge
milajul kar ham saath rahenge, baat na hogi anaban ki