Error message

  • Warning: array_flip(): Can only flip STRING and INTEGER values! in DrupalDefaultEntityController->load() (line 175 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/includes/entity.inc).
  • Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Gam Uthane Ke Liye Mai To Jiye Jaaunga

Gam Uthane Ke Liye Mai To Jiye Jaaunga

Year: 
1968
Music Director: 
Lyricist: 
Hasrat Jaipuri

Lyric

falak pe jitne sitare hai
wo bhi sharmaye
o dene wale mujhe itni jindagi de de
yahi saja hai meri
maut hi na paye
kisi ko chain mile
mujhko bekali de de
gum uthane ke liye mai to jiye jaunga
gum uthane ke liye mai to jiye jaunga
sans ki pay pe tera nam liye jaunga
gum uthane ke liye mai to jiye jaunga

haye tune mujhe ulfat ke siwa
kuch na diya
or maine tujhe nafrat ke siwa
kuch na diya
haye tune mujhe ulfat ke siwa
kuch na diya
or maine tujhe nafrat ke siwa
kuch na diya
tujhse sharminda hu aye meri
wafa ki devi
tera mujrim musibat ke siwa
kuch na diya
gum uthane ke liye mai to jiye jaunga
sans ki pay pe tera nam liye jaunga
gum uthane ke liye mai to jiye jaunga

tu khyalo me mere ab bhi chali aati hai
apni palko pe un ashko ka janaja lekar
tu khyalo me mere ab bhi chali aati hai
apni palko pe un ashko ka janaja lekar
tune ninde kari kurban meri raho me
mai nashe me raha gairo ka sahara lekar
gum uthane ke liye mai to jiye jaunga
sans ki pay pe tera nam liye jaunga
gum uthane ke liye mai to jiye jaunga
gum uthane ke liye mai to jiye jaunga