Error message

  • Warning: array_flip(): Can only flip STRING and INTEGER values! in DrupalDefaultEntityController->load() (line 175 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/includes/entity.inc).
  • Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Ek Jooth Hai Jis Ka Duniya Ne - Rakhkha Hai Mohabbat naam

Ek Jooth Hai Jis Ka Duniya Ne - Rakhkha Hai Mohabbat naam

Film: 
Year: 
1951
Music Director: 
Lyricist: 
Shakeel Badayuni

Lyric

Pyaar Ke Saagar Se Nikli, Mooti Ke Badle Raet
Ab Pachhtaaye Kiya Hoye, Jab Chidiyaan Chuk Gayin Khet

Hoo Oo Oo Oo
Ik Jhoot Hai
Ik Jhoot Hai Jiska Duniya Ne Rakha Hai Muhabbat Naam
Are Rakha Hai Muhabbat Naam
Dhooka Hai Jisse Kehte Hein Wafa Bas Dekh Liya Anjaam
Are Bas Dekh Liya Anjaam

Pani Si Nazar, Patthar Sa Jigar, Bedard Tujhe Pehchan Gaye(2)
Hum Pyaar Ki Nagari Mein Aake Dastoor Yahaan Ke Jaan Gaye
Milti Hai Khushi
Milti Hai Khushi Dam Bhar Ke Liye, Roone Ko Subaho Shaam
Roone Ko Subaho Shaam, Haye Bas Dekh Liya
Bas Dekh Liya Anjaam

Na Poochh Hua Jo Haal Mera, Ik Teri Nazar Ke Dhooke Se (2)
Jaise Koi Jalta Deep Bujhe, Ik Teez Hawa Ke Jhoonke Se
Dil Deke Hamein
Dil Deke Hamein Kuchh Bhi Na Mila Bekaar Huye Badnaam
Bekaar Huye Badnaam Haye Bas Dekh Liya
Bas Dekh Liya Anjaam