Dil Ki Tamanna Thi - Masti Mein Manzil Se Bhi Door nikalte
Dil Ki Tamanna Thi - Masti Mein Manzil Se Bhi Door nikalte
Lyric
dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa
hote kahin
ham aur tum,
khwaabon ki rangeen waadi mein gum
hote kahin
ham aur tum,
khwaabon ki rangeen waadi mein gum
phir un khwaabon ki waadi se,
uthte aankhen malte-malte
ho dil ki tamannaa thhi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa
hansti zameen,
gaate kadam,
chalte nazaare,
chalte jo ham
aa haa haa
hansti zameen,
ho o o
gaate kadam,
chalte nazaare,
chalte jo ham
rukte ham to ruk-ruk jaataa,
dhaltaa suraj dhalte-dhalte
ho dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa
aur shaam e gham banke agar
dukh ke andhere karte safar
aur shaam e gham banke agar
dukh ke andhere karte safar
raahon ke deepak ban jaate
pyaar bhare dil jalte jalte
ho dil ki tamannaa thi masti mein
manzil se bhi door nikalte
apnaa bhi koyi saathi hotaa,
ham bhi bahakte chalte-chalte
ho dil ki tamannaa