Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Ban Ke Panchhi Gaaye Pyar Ka Tarana

Ban Ke Panchhi Gaaye Pyar Ka Tarana

Film: 
Year: 
1959
Music Director: 
Lyricist: 
Shailendra & Hasrat Jaipuri

Lyric

ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana
ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana
mil jaye agar aaj koyi sathi mastana
mil jaye agar aaj koyi sathi mastana
to jhume ye dharti aur jhume asman
ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana
ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana
mil jaye agar aaj koyi sathi mastana
mil jaye agar aaj koyi sathi mastana
to jhume ye dharti aur jhume asman

aayi hasino ki toliya
aayi hasino ki toliya bole piya milan ki boliya
manzil pe aaye koyi naina milaye koyi
bhar de ye ulfat ki jholiya
manzil pe aaye koyi naina milaye koyi
bhar de ye ulfat ki jholiya
ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana
ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana
mil jaye agar aaj koyi sathi mastana
mil jaye agar aaj koyi sathi mastana
to jhumen ye daharti aur jhume asman

kheto pe chhayi jawaniya
kheto pe chhayi jawaniya patto pe likhi kahaniya
phulo ki daal jaise rangin rumal
koyi de de hame bhi nishaniya
phulo ki daal jaise rangin rumal
koyi de de hame bhi nishaniya
ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana
ban ke panchhi gaaye pyar ka tarana
mil jaye agar aaj koyi sathi mastana
mil jaye agar aaj koyi sathi mastana
to jhumen ye dharti aur jhume asman