Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Bahut Door Mujhe Chale Jaana Hai Bahut Najhdeek mujhe aana hai

Bahut Door Mujhe Chale Jaana Hai Bahut Najhdeek mujhe aana hai

Year: 
1973
Music Director: 
Lyricist: 
Anand Baxi

Lyric

(bahot dur mujhe chale jana hai
bahot najdik mujhe aana hai
teree bahon me mujhe aaj mar jana hai) (2)

kisiko iss jagah pe nahee aana hai
kisiko iss jagah se nahee jana hai
teree bahon me mujhe aaj mar jana hai
jane mile ya naa mile phir aisee tanhayee
dil kee lagee le ne lagee sine me angdayee
ho mujhko chhupa le, dil me basa le
dekh bura yeh jamana hai
kisiko iss jagah pe nahee aana hai
kisiko iss jagah se nahee jana hai
ho teree bahon me mujhe aaj mar jana hai

kya jindagee kat jayegee bas teree yado me
yeh rat bhee dhal jayegee kya yu hee wado me
ho arman nikle ya jan nikle, pyar meraa divana hai hmm
kisiko iss jagah pe nahee aana hai
kisiko iss jagah se nahee jana hai
ho teree bahon me mujhe aaj mar jana hai

mere badan me oh sajan jagi ek chingaree
tut jayegee jal jayegee iss me duneeya saree
iss ko bujha de shola bana de, kehta yeh parwana hai hmm
bahot dur mujhe chale jana hai
bahot najdik mujhe aana hai
teree bahon me mujhe aaj mar jana hai
hm hm hm hm hm hm hm hm
teree bahon me mujhe aaj mar jana hai