Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Ankhiyon Ko Rehne Do Ankhiyon Ke Aas Paas ( 2 ) Door

Ankhiyon Ko Rehne Do Ankhiyon Ke Aas Paas ( 2 ) Door

Film: 
Year: 
1973
Music Director: 
Lyricist: 
Anand Baxi

Lyric

tut ke dil ke tukde tukde ho gaye mere sine me
aa gale laga ke mar jaaye, kya rakha hai jine me
ankhiyo ko rahne de, ankhiyo ke aas paas
ankhiyo ko rahne de, ankhiyo ke aas paas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de, ankhiyo ke aas paas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de

dard zamaane me kam nahi milte
dard zamaane me kam nahi milte
sab ko mohabbat se gam nahi milte
tutne waale dil
tutne waale dil hote hai kuchh khaas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de

rah gayi duniya me naam ki khushiya
rah gayi duniya me naam ki khushiya
tere mere kis kaam ki khushiya
saari umar hamko
saari umar hamko rahna hai yu udaas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de, ankhiyo ke aas paas
dur se dil ki bujhti rahe pyaas
ankhiyo ko rahne de