Achchha Sanam Kar Le Seetam Kaash Naa Tumse

Singer:
Film:
Year:
1965
Music Director:
Lyricist:
Anand Baxi
Lyric
achha sanam kar le sitam, kash na tumse pyar kiya hota
hum bhi tumse yuhi ruthe, dil na agar tumhe diya hota
achha sanam
pyar kiya hai to phir, gam bhi sahna hoga

kaid hoke tere dil me rahna hoga, ho fariyad rahi is bulbul ko
fariyad rahi is bulbul ko, uad jana bhi aata hai
achha sanam kar le sitam, kash na tumse pyar kiya hota
hum bhi tumse yuhi ruthe, dil na agar tumhe diya hota
humne yu lehrake julfo ko bikhraya
humne yu lehrake julfo ko bikhraya
apne chehre se parda bhi sarkaya, ho fariyad rahe is dilbar ko
fariyad rahe is dilbar ko, sharmana bhi aata hai