Aah Ko Chahiye Bas Ek Umra Asar Hone Tak
Aah Ko Chahiye Bas Ek Umra Asar Hone Tak
Singer:
Film:
Year:
1954
Music Director:
Lyricist:
Mirza Ghalib
Lyric
aah ko chaahie ek umr asar hone tak
kaun jitaa hai tere zulf ke sar hone tak
aashiqi sabr talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karun khun-e-jigar hone tak
ham ne maanaa ke tagakul na karoge lekin
khaak ho jaaege ham tum ko khabar hone tak
gam-e-hasti kaa 'asad' kisase ho kuz-marg-e-ilaaj
shamaa har rang me jalati hai sahar hone tak