Kuchh Naa Kaho , Kuchh Bhi Naa Kaho – Samay Ka Ye Pal Tham Sa gaya Hai
Kuchh Naa Kaho , Kuchh Bhi Naa Kaho – Samay Ka Ye Pal Tham Sa gaya Hai
Lyric
Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho Kya kehna hai kya sun-na hai Mujhko pata hai, tumko pata hai Samay ka yeh pal, tham sa gaya hai Aur is pal mein koi nahi hai Bas ek main hoon bas ek tum ho Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho Khoyi sab pehchaanein Khoye saare apne Samay ki chhalani se gir gir ke Khoye saare sapne Khoyi sab pehchaanein Khoye saare apne Samay ki chhalani se gir gir ke Khoye saare sapne Aur is pal mein koi nahi hai Bas ek main hoon bas ek tum ho Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho Humne jab dekhe the Sundar komal sapne Phool, sitare, parvat, baadal Sab lagte the apne Humne jab dekhe the Sundar komal sapne Phool, sitare, parvat, baadal Sab lagte the apne Aur is pal mein koi nahi hai Bas ek main hoon bas ek tum ho Kuchh na kaho kuchh bhi na kaho Kya kehna hai kya sun-na hai Mujhko pata hai, tumko pata hai Samay ka yeh pal, tham sa gaya hai Aur is pal mein koi nahi hai Bas ek main hoon bas ek tum ho