Patli Qamar Hai Teerchhee Nazar Hai
Patli Qamar Hai Teerchhee Nazar Hai
Lyric
patli kamar hai tirchhi nazar hai - 2
khilen phool si teri jawani, koi bata de, kaha kasar hain
patli kamar hai tirchhi nazar hai - 2
Lata:
Ho o o o,
aaja mere man chaahe baalam,
(aaja tera aankhon mein ghar hain - 2)
Mukesh:
ho..y patli kamar hai tirchhi nazar hai
main chanchal madmast pawan hu - 2
jhoom jhoom har kali ko chumu - 2
bichhad gayi - 2
main ghayal hirni, tum ko dhundu, ban ban ghoomu
meri zindagi mast safar hain - 2
patli kamar hai tirchhi nazar hai
Lata:
Ho..o....o....o,
aaja mere man chaahe baalam,
(aaja tera aankhon mein ghar hain - 2)
tum bin naina ki barsaatein rok na paaun laakh manaau - 2
Mukesh:
main behte dariya ka paani - 2
khel kinaaron se badh jaaun - 2,
bandh na paaun
naya nagar ek nayi dagar hain, patli kamar hai tirchhi nazar hai
Lata:
Ho.. o...o...o,
aaja mere man chaahe baalam,
(aaja tera aankhon mein ghar hain - 2)
patli kamar hai tirchhi nazar hai - 2