Uthe Sabke Kadam, Tara Ram-Pam-Pam
Uthe Sabke Kadam, Tara Ram-Pam-Pam
Film:
Year:
1979
Music Director:
Lyricist:
Amit Khanna
Lyric
uthe sabke kadam, tara ram-pam-pam uthe sabke kadam, tara ram-pam-pam aji aise geet gaaya karo kabhi khushi kabhi gam, tara ram-pam-pam haso aur hasaaya karo uthe sabke kadam, tara ram-pam-pam aji aise geet gaaya karo kabhi khushi kabhi gam, tara ram-pam-pam haso aur hasaaya karo vo pyaare din aur vo pyaari raate yaad hame hai vo mulakaate nahi koi gam mujhe nahi hai gila zindagi ki raah me mila hai jabse tu mere hamdam shabanam ham hai aur tum shola ban jaaya karo kabhi khushi kabhi gam, tara ram-pam-pam haso aur hasaaya karo uthe sabke kadam, tara ram-pam-pam aji aise geet gaaya karo kabhi khushi kabhi gam, tara ram-pam-pam haso aur hasaaya karo rang naya hai rup naya hai jine kaa to jaane kaha dhang gaya hai kise hai fikar inhe kya pasad pyaar ke jahaan me razamand jab ham tum tum ham ban gaye hai sanam bedhadak mere ghar aaya karo kabhi khushi kabhi gam, tara ram-pam-pam haso aur hasaaya karo uthe sabke kadam, tara ram-pam-pam aji aise geet gaaya karo kabhi khushi kabhi gam, tara ram-pam-pam haso aur hasaaya karo uthe sabke kadam, tara ram-pam-pam aji aise geet gaaya karo kabhi khushi kabhi gam, tara ram-pam-pam haso aur hasaaya karo vo pyaare din aur vo pyaari raate yaad hame hai vo mulakaate nahi koi gam mujhe nahi hai gila zindagi ki raah me mila hai jabse tu mere hamdam shabanam ham hai aur tum shola ban jaaya karo kabhi khushi kabhi gam, tara ram-pam-pam haso aur hasaaya karo uthe sabke kadam, tara ram-pam-pam aji aise geet gaaya karo kabhi khushi kabhi gam, tara ram-pam-pam haso aur hasaaya karo