Ye Aankhen Dekh Kar Ham Saari Duniyaa Bhul Jaate Hain
Ye Aankhen Dekh Kar Ham Saari Duniyaa Bhul Jaate Hain
Singer:
Film:
Year:
1982
Music Director:
Lyricist:
Sahir Ludhianvi
Lyric
ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai inhe paane ki inhe paane ki dhun me har tamanna bhul jaate hai tum apni mahki mahki julf ke pecho ko kam kar do tum apni mahki mahki julf ke pecho ko kam kar do musafir inme girkar apna rasta bhul jaate bhul jaate hai ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai ye baahe jab hame apni panaho me bulati hai ye baahe jab hame apni panaho me bulati hai hame apni kasam hame apni kasam ham har sahra bhul jaate hai tumhare narm-o-najuk hoth jis dam muskrate hai tumhare narm-o-najuk hoth jis dam muskrate hai bahaare jhepti phul khilna bhul jaate hai ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai bahut kuch tumse kahne ki tamanna dil me rakhte hai bahut kuch tumse kahne ki tamanna dil me rakhte hai magar jab saamne aate ho to kahna bhul jaate hai muhabbat me zuba chup ho to aankhe baat karti hai muhabbat me zuba chup ho to aankhe baat karti hai ye kah deti hai vo baate jo kahna bhul jaate hai ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai ye aankhe dekh kar ham sari duniya bhul jaate hai