Teri Aankhon Ke Sivaa Duniyaa Men Rakhaa Kyaa Hai
Teri Aankhon Ke Sivaa Duniyaa Men Rakhaa Kyaa Hai
Singer:
Film:
Year:
1969
Music Director:
Lyricist:
Majrooh Sultanpuri
Lyric
teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai ye uthe subah chale ye jhuke sham dhale mera jina mera marna inhi palako ke tale teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai palko ki galiyo me chaehre baharo ke haste huye hai mere khwabo ke kya kya nagar inme bate huye palko ki galiyo me chaehre baharo ke haste huye ye uthe subah chale ye jhuke sham dhale mera jina mera marna inhi palako ke tale teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai inme mere ane wale jamane ki tasvir hai chahat ke kajal se likhi hui meri takdir hai inme mere ane wale jamane ki tasvir hai ye uthe subah chale ye jhuke sham dhale mera jina mera marana inhi palako ke tale teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai ye uthe subah chale ye jhuke sham dhale mera jina mera marana inhi palako ke tale teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai teri aankho ke siva duniya me rakha kya hai