Dil Kaanto Mein Uljahaya Hai, Ek Dushman Pe Pyar Aaya
Dil Kaanto Mein Uljahaya Hai, Ek Dushman Pe Pyar Aaya
Singer:
Film:
Year:
1976
Music Director:
Lyricist:
Anand Baxi
Lyric
dil kanto me uljhaya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai dil kanto me uljhaya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai shola sabnam me lahraya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai dil kato me jadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai jadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai lagta hai mere sine se dil bahar nikalne laga hai shisha pathar se takraya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai dil kato me uljhaya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai dil kato me na pas aane diya hai na dur hone diya hai na pas aane diya hai na dur hone diya hai na hotho ko hasne diya hai na aankho ko rone diya hai bada jalim ne tadpaya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai dil kato me uljhaya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai dil kato me aisa sitamgar kaise saiyan bana re na jane jab tak ho saka ye hamse ham ruthe rahe nahi mane yahi gussa ye rang laya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai dil kato me uljhaya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai shola sabnam me lahraya hai ke ek dusman pe pyar aaya hai dil kato me