Husn pahado ka o sahiba husn pahado ka
Husn pahado ka o sahiba husn pahado ka
Singer:
Film:
Year:
1985
Music Director:
Lyricist:
Ravindra Jain
Lyric
husn pahado ka o sahiba husn pahado ka kya kahna ke baro mahine yaha mausam jado ka kya kahna ke baro mahine yaha mausam jado ka ye suhani hai meri ja rut ye suhani hai ke sardi se dar kaisa sang garam jawani hai ke sardi se dar kaisa sang garam jawani hai tum pardeshi kidhar se aaye aate hi mere man me shamaye karu kya hatho se man mitwa jaye karu kya hatho se man mitwa jaye chote chore jharne hai ke jharno ka pani chuke kuch wade karne hai jharne to bahte hai kasam le pahado ki jo kayam rahte hai khile khile phulo se bhari bhari wadi rat hi rat me kisne saja di lagta hai jaise yaha apni ho shadi lagta hai jaise yaha apni ho shadi kya gul bute hai pahado me ye kahte hai pardesi to jhuthe hai hath hai hatho me ke rasta kat hi gaya in pyar ki baato me dunia ye gati hai suno ji dunia ye gati hai ke pyar se rasta to kya jindagi kat jati hai ke pyar se rasta to kya jindagi kat jati hai