Tujhe apne paas bulati hai teri duniya
Tujhe apne paas bulati hai teri duniya
Singer:
Film:
Year:
1953
Music Director:
Lyricist:
Shailendra & Hasrat Jaipuri
Lyric
tujhe apne paas bulati hai teri duniya kabse baahe phailati hai teri duniya tujhe apne paas bulati hai teri duniya sapne bhi yaha benoor hai, jo hai tere wo tujhse door hai is duniya me tera kaun hai, is duniya me tera kaun hai ye sochke ghabara jaati hai teri duniya tujhe apne paas bulati hai teri duniya nazarose gira denge sabhi, do din men bhula denge sabhi barasenge na baadal dhool ke, barasenge na baadal dhool ke ro-ro ke yahi samajhati hai teri duniya tujhe apne paas bulati hai teri duniya waha chhote bade sab ek se, nahi koi jo tere dukh pe hase waha rishte na honge jhuth ke, waha rishte na honge jhuth ke sabko seene se lagati hai teri duniya tujhe apne paas bulati hai teri duniya kabse baahe phailati hai teri duniya tujhe apne paas bulati hai teri duniya