Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua - Kya Pata Jaane
Kya Hua Ye Mujhe Kya Hua - Kya Pata Jaane
Lyric
kya huya ye mujhe kya huya
kya pata jane kyu machal raha
hai aaj dil mera
pyar ki dagar pe koi tujhe chala kon hai
wo kon hai hume bhi to bata kya huya
sans sans bekarar hai
jaise tere dil ke par hai
haye jiski mithi mithi hai jalan
ye wo madhbhara bukhar hai
mat kisi ko bata chhup sake to chhupa
kya huya ye mujhe kya huya
kya pata jane kyu machal raha
hai aaj dil mera
pyar ki dagar pe koi tujhe chala kon hai
wo kon hai hume bhi to bata kya huya
din me tujhko khawab aayenge
aur rat bhar jagayenge
dur ye kasak jo yu bani rahi
haye hum to mar hi jayenge
dhadke dil har ghadi
haye ye kya bebasi
pyar ki dagar pe koi tujhe chala kon hai
wo kon hai hume bhi to bata
kya huya ye mujhe kya huya
kya pata jane kyu machal raha
hai aaj dil mera, kya huya
is nashe ka kya utar hai
is nadi ka koi par hai
rog ye to lailaz hai
ha isi ka naam pyar hai
roz hota nahi hoke mitta nahi
kya huya ye mujhe kya huya
kya pata jane kyu machal raha
hai aaj dil mera,
pyar ki dagar pe koi tujhe chala kon hai
wo kon hai hume bhi to bata kya huya