Ae Nargis-E-Mastana - Bas Itni Shikayat Hai
Ae Nargis-E-Mastana - Bas Itni Shikayat Hai
Lyric
Ai nargise mastana bas itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Samjha hamen begana, bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai
Ai nargise mastana
Har rahpar kataraye, har mod par ghabaraye,
Muh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aaye
Muh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aaye
O hamko nahi pehchana, bas itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Ai nargise mastana
Ho jathe ho par ham bhi, ban jathe ho ham dam bhi
Ai sakh ay mehkhana, shola bhi ho shabnam bhi
Ai sakh ay mehkhana, shola bhi ho shabnam bhi
O khali mera paimana, bas itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Ai nargise mastana
Har rang kayamat hai, har dhang shararat hai
Dil todke chal dena, yeh husn ki aadat hai
Dil todke chal dena, yeh husn ki aadat hai
O aata nahi behelaana, bas itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Ai nargise mastana bas itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Samjha hamen begana, bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai
Ai nargise mastana.