Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha - Kya Umar Kya Sama kya zamana tha

Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha - Kya Umar Kya Sama kya zamana tha

Film: 
Year: 
1980
Music Director: 
Lyricist: 
Anand Baxi

Lyric

romeo juliet, laila majnu
sheeri aur farhaan inka sachcha ishk
jamane ko ab tak hai yaad
yaad yaad mujhe aaya hai aise dilbar ka naam
jisne dhoka dekar naam-ae-ishk kiya badnaam
yahi hai saybaan kahani pyar ki
kisine jaan li, kisine jaan di

ek hasina thi, ek deewana tha
kya umar, kya sama, kya jamana tha
ek hasina thi hasina thi, ek deewana tha deewana tha
kya umar, kya sama, kya jamana tha

ek din wo mile, roj milne lage
ek din wo mile, roj milne lage
phir mohabbat hui, bas kayamat hui
kho gaye tum kaha, sunke ye daasta
log hairan hai, kyunki anjaan hai
ishk ki wo gali, baat jiski chali
uss gali me mera aana jana tha
ek hasina thi, ek deewana tha
kya umar thi, kya sama tha, kya jamana tha
ek hasina thi, ek deewana tha

uss hasi ne kaha uss hasi ne kaha, suno janewafa
ye falak ye jami, tere bin kuchh nahi
tujhpe marti hu main, pyar karti hu main
baat kuchh aur thi, wo nazar chor thi
uske dil me chhupi chaah daulat ki thi
pyar ka wo fakat ek bahana tha
ek hasina thi, ek deewana tha
kya umar thi, kya sama tha, kya jamana tha
ek hasina thi, ek deewana tha

bewafa yaar ne apne mehboob se, aisa dhoka kiya
aisa dhoka kiya, aisa dhoka kiya
aisa dhoka kiya, jaher usko diya
dhoka dhoka dhoka dhoka, jaher usko diya

mar gaya wo jawa mar gaya wo jawa, ab suno daasta
janm leke kahi, phir wo pahucha wahi
shakl anjaan thi, ab wo hairan thi
samna jab huwa samna jab huwa, phir wahi sab huwa
uspe ye karz tha, uska ye farz tha
farz ko karz apna chukana tha