Error message

Notice: Undefined offset: 1 in counter_get_browser() (line 70 of /home/u701406760/domains/drjanmejaysheth.com/public_html/sites/all/modules/counter/counter.lib.inc).

Meri Nindo Mein Tum Mere Khwabon Mein Tum

Meri Nindo Mein Tum Mere Khwabon Mein Tum

Film: 
Year: 
1956
Music Director: 
Lyricist: 
Jan Nisar Akhtar

Lyric

meri nindo me tum, mere khwaabo me tum
ho chuke ham, tumhari mohabbat me gum
meri nindo me tum, mere khwaabo me tum
ho chuke ham, tumhari mohabbat me gum

man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun
meri nazro ne tujhko, liya aaj chun
man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun
meri nazro ne tujhko, liya aaj chun
man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun

dil pe chhayi khusi hai, labo par hansi hai
khili hai tere pyar ki chandni
dil pe chhayi khusi hai, labo par hansi hai
khili hai tere pyar ki chandni
jhoomti hai nighahe nasha chha raha hai
ke dil ga raha hai teri ragini
jhoomti hai nighahe nasha chha raha hai
ke dil ga raha hai teri ragini
hole hole sajan mera kahta hai man
ab to lagi lagan

meri nindo me tum, mere khwaabo me tum
ho chuke ham, tumhari mohabbat me gum
man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun
meri nazro ne tujhko, liya aaj chun
man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun

*****************************************

meri nindo me tum, mere khwaabo me tum
ho chuke ham, tumhari mohabbat me gum
meri nindo me tum, mere khwaabo me tum
ho chuke ham, tumhari mohabbat me gum

man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun
meri nazro ne tujhko, liya aaj chun
man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun
meri nazro ne tujhko, liya aaj chun
man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun

meri dil ki lagi tu, meri zindagi tu
meri har nazar hai teri dastaan
meri dil ki lagi tu, meri zindagi tu
meri har nazar hai teri dastaan
mere dil ki bahaare tumhi ko pukaare
tumhi se hai aabaad mera jaha
mere dil ki bahaare tumhi ko pukaare
tumhi se hai aabaad mera jaha
tu mera naaz hai, mera andaaz hai,
dil ki awaaz hai

meri nindo me tum, mere khwaabo me tum
ho chuke ham, tumhari mohabbat me gum
man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun
meri nazro ne tujhko, liya aaj chun
man ki bina ki dhun, tu balam aaj sun