Hum Pyar Tumhi Se Karte Hai - Naadan Balam Tum Kya Jaano
Hum Pyar Tumhi Se Karte Hai - Naadan Balam Tum Kya Jaano
Singer:
Film:
Year:
1952
Music Director:
Lyricist:
Shakeel Badayuni
Lyric
ham pyar tumhi se karte hai -2, nadan balam tum kya jano
tum ruth gaye dil tut gaya, paaya hai jo gum tum kya jano
ham pyar tumhi se karte hai
jab hamko banaya tha apna, kyun hal naa dil kaa jan sake
ek phul chuna -2 aur phenk diya, khushbu le naa sake
thukara diya meri ulfat ko, apna yeh sitam tum kya jano
ham pyar tumhi se karte hai
mit jayey muhobbat kee dooniya, yeh bat koyi aasan nahee
arman bhara -2 yeh dil mera, najuk hai magar nadan nahee
munh pher lo hamse lakh magar, badalenge naa ham tum kya jano
ham pyar tumhi se karte hai
ham pyar tumhi se karte hai, nadan balam tum kya jano
ham pyar tumhi se karte hai